Miraj-ul-Nabi Sallallahu Alayhi Wa Sallam

Miswak Ki Ehmiyat-o-Fazeelat

Qabr ki Pukaar

Namaz Ki Sunnatain

Namaz Islam k 5 stoonon main se e ek hai or iski pabandi insan ko Allah k kareeb tar kr deti hai. Aqeedat se parhi gai namaz main Insan or Allah k darmyan tamam parde hata dye jate hain. Roze jaza-o-saza namaz k bare main poocha jaye ga. Kuch log namaz qayem karne ki ehmiat se aashna nai hain or namaz k doran b is ehsas se door hote hai k ye wakt insan ka or Allah ka hai or duniya k kamon ko yad rakhte hain. Namaz ki adayegi Hazrat Muhammad SAW k bataye hue tareekon k mutabik honi chahye or un sb baton ka dhayan rakhna chahye jin k lye Hazrat Muhammad SAW ne Rahnumaee farmaee hai. Yahan Namaz ki Sunnaton ko ek sath paish kia gya hai. Apni namaz ko Allah ki pasandeeda namaz banaiyee or Allah ko or uske Rasool ko razi kijyee.

Talawat-e-Quraan k Aadab

Namaz Taraweeh ki Fazeelat

Mah-e-Rajab

Har Islami Maheene ki alag fazeelat hai jo k Nabi Kareem sallallahu alayhi wa sallam ne wazia farma di hain. Hazrat Muhammad sallallahu alayhi wa sallam har maheeney main khas ibadat ada farmate the. Mahe Rajab App sallallahu alayhi wa sallam k pasandeeda islami maheenon main se ek hai or App sallallahu alayhi wa sallam ne is maheeney main jo ibadat ki talkeen farmaee hai wo darj zail hain:

Dua-e-Astghfar

Abu Hurairah (May Allah Be Pleased with Him) reported that Hazrat Muhammad (PBUH) said ” Whoever does not ask from Allah, Allah became angry at him”

Ibn-e-Maja


Ahkam-e-Quran

Khana Kaaba Ki Tareekh